डाभी राजपूत वंश का इतिहास | History of Dabhi Rajput Vansh in hindi

dramatalk.in: डाभी राजपूत वंश का इतिहास History of Dabhi Rajput Vansh in hindi, sooryavanshi the dabhi Rajput Vansh, khush ne khushvadi namak khushvah

Dabhi Rajputo Vansh, dabhi vansh ka itihas, history
डाभी राजपूत वंश का इतिहास

Helo dosto svagat hai aapaka aaj ki is itihashik jaankar me. 

dosto aaj ham Sooryavanshi Rajputo ka sabse bada vansh "Dabhi Rajput Vansh ka itihash" ke bare me janne vale hai. 

Dabhi Vansh ka itihas kae saalo purana hai. Es vansh ko sooryavanshiyo ka vansh mana jata hai. 

Sooryavanshi the jo vo soory putra ke vanshaj huve the. Jo sab samye ke badate alag alag guto me bat gaye.

Ye apane mata-pita ram aur sita ko mante hai. Enhe raghuvanshi bhi kaha jata hai. 

sooryavanshi the dabhi Rajput Vansh


Dabhi Rajput Vansh ka itihas

Dabhi Rajput history in hindi: Itihas ke panno me kaha gaya hai ki sooryavanshiyo ke vansh ki suruvat svyam hari har bhagvan narayan ke sath hui thi. 

Jab prathvi per narayan ka hi eakmatra jiv hardya tha tab soory narayan ke tap se prathvi any tukado me bat gayi aur dhire dhire shitalta me privartit ho gayi. 

Tab soory narayan ki shakti se enki kirano dvara prathvi per vighatan huaa aur enke name se sooryavanshi utpnna huve.

Sooryavanshiyo ke 38ve raja Dashrath the. Jinki teen raniya thi unhi me rani kaoshlya ki kokh se tretayug ke maryada purush bhagvan shree Ram ka janm huva. Jinhe shakshaht narayan bhagvan Vishnu ka avtar mana jata hai.

Raghuvanshi prabhu shree Ram ko Dabhi Vansh ka pita kaha jata hai. Kyonki enhi ke do judava putra huve jinka name law or khush tha. Jisame se lav ke shote bhai khush ne khushvadi namak shahar ki neev rakhi. Jo khushvah Vansh ke name se jane jate hai.

Baad mai Khush ke putra Dabharsen ke vanshaj ko Dabhi\Dabi name se jana gaya. Enke vansh me garbdev dabhi ka janm huva enhe jodhapur me mevad ke rana dvara jagir mili thi. Unke parpote aur vanshaj Maherajshinh dabhi huve. Jinhone luni nadi ke tath per mahuba dabhi vansh rajvansh ki svatantra rajy rajsatta ki sthapana ki. Us samay yaha ke raja malavdev huve the. 

Raja Malavdev ke teen putra the. Kunvar Chikaji, Kunvar Sangramsinh, Kunvar Ravatsinhji. Chikaji Rajasthan ke bhildigard darbar sanbhala aur yaha ke raja bane. Enke vanshaj aaj bhi yaha Rajasthan me rahte hai. Dusare raja Sangramsinh ne edarki namak sthan per prasthan kiya. Enke vanshaj Rudardi aur tuski me rahte hai. 

Raja Kunvar Ravatsinhji bhildigard darbar sanbhal rahe the. Enke putra kunvar Vejalsinhji the. Vejalsinhji ke param mitra Gujarat ke rajavi punjaji chavdane ne apne rajy ki seema ka vistar karne ke liye aamntrit kiya tab raja kunvar Vejalsinhji apne sare sainiko ko lekar Gujarat pahuche. Dono rajao ne sath milkar vijolva rajvansho se yudda kiya aur mansa, gard varshoda, dangarva aadi sthano per apana kabje kar liya. 

Punjaji Chavdane aur Vejalsinhji ke bich hui sandhi ke anusar ak gard Dabhi Rajput ko dene ke vade mutabik dangarva ko Rajputo ko de diya. Jisame Vejalsinhji ne lagbhag 14 ganvo me dabhi Rajput Vansh ki neev rakhi.

History of Dabhi Rajput Vansh in hindi
History of Dabhi Rajput Vansh in hindi

Dabhi Rajput Vansh kuldevi

Dabhi Rajput Vansh pahle shiv aur shakt ki puja karte the. Vartman me ye apne esthdev ke rup me ayodya ke raja bhagvan Shree Ramchandraji ko pujte hai. Enki gotra kuldevi - mahishasur mardini mataji hai. Jo maa durga ka avtar mante hai. 

Mata durga ke 9 svarup the. Navratri me 9 dino tak en svarupo ki puja ki jati hai. Dabhi Rajputo en 9 dino ke antim din yani ki navmi ko apane kisi bhi kary ko pura karne ki sapat lete hai. Vahi dasve din vijaydashmi/dashahra ko apane esthdev Shree Ram ki puja karte hai.


Dabhi Vanshaj kaha ke the

Vartman me jyadatar Dabhi Rajput Vansh Rajasthan aur Gujarat me nivash karte hai aisa dava kiya ja raha hai. Jisame dangarva, dabola, sorad, khorva, tokavash, unava, devas, karmad, punali, pindvada, dabhiyo ka gada, ratlam aadi sthan samil hai.

Es prakar dabhi vansh ka ullekh hame itihasik tathyo me dekhane ko milta hai jisame hamne jana ki sooryavanshiyo ke vanshaj hi dabhi huve hai jinhe ram ke vanshaj bhi kaha jate hai 

Ummid karta hoon ki aapko 'Dabhi Rajput Vansh ka itihas' jankari pasnd aayi hogi yadi aapko yah jankari ashchi lage to apne dosto me jarur send karna.


Ye bhi pade:

1. Ramdevaji की बहन डाली बाई का इतिहास और जीवन परिचय

2. शारदीय नवरात्रि कैसे मनाई जाती है How to celebrate Shardiya Navratri in hindi

3. मामा बालेश्वर दयाल का जीवन परिचय Biography of Mama Baleshwar Dayal in hindi


COMMENTS

नाम

अबाउट ड्रामा,6,आईपीएल,4,इतिहास,16,इनफार्मेशनल,1,एजुकेशन एंड इनफार्मेशनल,8,कोरियाई ड्रामा,6,जयंती व त्योहार,16,ड्रामा एक्टर बायोग्राफी,3,तमिल मूवी,4,निबंध,9,बायोग्राफी,22,भाषण,17,भाषा ज्ञान,2,मराठी मूवी,1,मूवीज,21,मोबाइल एप्लीकेशन,2,शार्ट एस्से एण्ड स्पीच,4,सी ड्रामा,3,Pakistani Drama,1,
ltr
item
DramaTalk: डाभी राजपूत वंश का इतिहास | History of Dabhi Rajput Vansh in hindi
डाभी राजपूत वंश का इतिहास | History of Dabhi Rajput Vansh in hindi
dramatalk.in: डाभी राजपूत वंश का इतिहास History of Dabhi Rajput Vansh in hindi, sooryavanshi the dabhi Rajput Vansh, khush ne khushvadi namak khushvah
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEhNSxd8RGqM9nEqVbXkUlCLg1uIAgJhsR6s9pikVsYMiypSyeL0L5DEW2rEeu07F_Shhdyweg5lJco9PrOOy6Y_gj493KApE6xyTh0m-pW_qTnhEiYuqOIT2TyxrhBpD6j7WJWMgfaal1MmlZsJpWdZI6DMSrz6625hqIG_VMh-FPzsTpkQ98SGEl_zvQ=w320-h187
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEhNSxd8RGqM9nEqVbXkUlCLg1uIAgJhsR6s9pikVsYMiypSyeL0L5DEW2rEeu07F_Shhdyweg5lJco9PrOOy6Y_gj493KApE6xyTh0m-pW_qTnhEiYuqOIT2TyxrhBpD6j7WJWMgfaal1MmlZsJpWdZI6DMSrz6625hqIG_VMh-FPzsTpkQ98SGEl_zvQ=s72-w320-c-h187
DramaTalk
https://www.dramatalk.in/2021/10/history-of-dabhi-rajput-vansh-in-hindi.html
https://www.dramatalk.in/
https://www.dramatalk.in/
https://www.dramatalk.in/2021/10/history-of-dabhi-rajput-vansh-in-hindi.html
true
80465858943812849
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content